god ....ill try...let me write it for all of you...
...im gonna leave off the very begininng...
itifaq se ladaki meray bap ko pasand aa gayie aur us ney ussay nikkah kar liya, aur meri bevi meray bap ki saas ban gayie kuch arsay key bad mere bevi ki ladaki jo meray bap ki bevi bhi thi yahan aulad hoi....to yeh bacha rishtay kay lehas sey mera bhi hoa..magar audhar meri bevi ka nawasa bhi hou...goya main apnay bhi ka nana ban gaya...kuch dinoun kay bad meri beevi kay bhi yahan bacha hoi aur us din kay bad se meray bap ki bevi apnay sautalay bhi ki behn ho gayie, magar woh aus ki dadi bhi ho gayie...;]] issi tarha mera bacha apni dadi ka bhi ban gaya...ab doctor soochiay meri sautali man yani meri bevi ki larki meray larkay ki behn bhi ho gayie aur mera beta mera mamoun bhi ban gaya aur main aus ka bhanja ....jab kay main khud aus ka nana bhi houn aur maeray bap ka larka jo meri bevi ki larki ka beta hai woh mera bhi bhi hai mera nawasa bhi hai .........
doctor ne kaha khuda ka wastay band karo warna main pagal ho jaoun ga!!!!!!